Sayri ❦ Hub

About

Sayri Hub ek chhota sa ghar hai shayari ke liye. Yahan aapko mashhoor purane shayron ke sher (jo public domain mein hain, poore naam ke saath) aur nayi likhi hui shayari milti hai.

Nayi shayari likhne mein AI ki madad li jaati hai, aur use chhaanta aur sanwara jaata hai. Har sher ke neeche shayar ka naam ya tareekh likhi hoti hai.

Agar aapko koi galti dikhe ya aap apni shayari bhejna chahte ho, to Contact page se likhiye.